Possibly the only statute
ever referred to in hindi movies is the Indian Penal Code with its sections 420
(Cheating) and 302 (Murder). Presenting 25 common lines said in a crime set up.
- "Main
chor nahi hoon. Maine chori nahi ki"
- "Chaar
Sau Beesi karte hua tumhe sharam nahi aati"
- "Main
khooni nahi hoon. Maine kissika khoon nahi kiya"
- "Tumne
ek sangeen jurm kiya hai"
- "Seeta
ke khoon ke ilzaam mein hum tumhe giraftar karte hain"
- "Tumhe
chaar o taraf se gher liya gaya hai. Apne Apne hathiyar phenkke bahar aa
jao"
- "Kanoon
ke haath lambe hote hain"
- "Main
Bekasoor hoon. Mujhe phasaya gaya hain"
- "Hands
up. You are under arrest"
- "Adalat
ki karvahi shooru ki jaye"
- "Jis
wakt khoon hua, us wakt tum kahan the"
- "Order
Order"
- "Silence"
- "Mulzeem
ko pesh kiya jaye"
- "Mulzeem
Vijay hazeer ho"
- "Main
Gita pe haath rakh kar kasam khata hoon ke jo bhi kahoonga sach kahoonga
aur sach ke siwa kuch nahi kahoonga"
- "Jhoot
bolne ki sazaa jante ho"
- "Objection
Milard"
- "Mere
kaabil dost yeh bhool rahe hain ke mulzeem ne khood kabul kiya hai ke us
raat woh Seeta devi ke kamre me tha"
- "Objection
Overruled"
- "Objection
sustained"
- "You
may proceed"
- "Tamam
sabooton ko madde najar rakhte hooain aur vakilon ki daleele sun kar yeh
adalat is natije par pahoonchi hai ke mulzeem vijay bekasoor aur nirdosh
hai aur use iss mamle main phasaya gaya hain. Adalat usse ba izzat bari
karte hue police ko aadesh deti hain ke who asli muljeem ko jald se jald pakad
kar iss adalat mein pesh karein"
- "Mulzeem Ajay ko yeh adalat doshi mante hue dafa 302 ke tahet marte dum tak phaansi ki sazaa sunaati hai"
- "The Court is adjourned"
No comments:
Post a Comment